D | C G | D | C G |
D C G
Aap ki dua dil haar gaya,
D C G
Uske roop ne bhi vaar kiya,
D C G D C G
Kaam ka tha bekaar hua kya karu.
Aap ki dua dil haar gaya,
Uske roop ne bhi vaar kiya,
Kaam ka tha bekaar hua kya karu.
C D
Mujhe naya naam do,
C D
Pagal kaho,
C D
Uski hi dhun main hu mujhe
C A
Tum deewaana kaho,
Aap ki dua hai pyaar hua,
Ishq ka main bimaar hua,
Usne bhi to ikaraar kiya kya karu.
Aap ki dua hai pyaar hua,
Ishq ka main bimaar hua,
usne bhi to ikaraar kiya kya karu.
Mujhe naya naam do,
Pagal kaho,
Uski hi dhun main hu mujhe
Tum deewaana kaho,
Mujhe naya naam do,
Pagal kaho,
Uski hi dhun main hu mujhe
Tum deewaana kaho,
Aap ki dua hai pyaar hua,
Ishq ka main bimaar hua,
Usne bhi to ikaraar kiya kya karu.
F C D
Haan mujhe meri khabar nahi,
F C D
Par meri khabar sabhi ko hai,
Bb C D
Woh teer-e-nazar chubha hai jo,
Bb C A
Uski dava wohi to hai...
Aap ki dua dil haar gaya,
Uske roop ne bhi vaar kiya,
Kaata tha bekaar hua kya karu.
Aap ki dua hai pyaar hua,
Ishq ka main bimaar hua,
Usne bhi to ikaraar kiya kya karu.
Mujhe naya naam do,
Pagal kaho,
Uski hi dhun main hu mujhe
Tum deewaana kaho.
[NOTE: Please keep the melody and rhythm in mind and accordingly move the chords to the proper place. I am yet to determine how to keep pre-formatted text exactly where I want it to be.]
Download JPG file containing images of the basic and advanced chords
by clicking here. |
| Downloaded: 192
|